Archive for November 2017
- In: Poetry
- 3 Comments
1-har ek baat pe kahate ho tum ki tuu kyaa hai
tumhii.n kaho ke ye a.ndaaz-e-guftaguu kyaa hai
Everything that I say; you disapprove of my being
Tell me is this thy approach to disrespect my being
*****
2-jaan tum par nisaar karataa huu.N
mai.n nahii.n jaanataa duaa kyaa hai
I surrender my whole subsistence to you
I’m unaware of pray; I only know you—
*****
3. mai.n ne maanaa ki kuchh nahii.n ‘Ghalib’
muft haath aaye to buraa kyaa hai ?
I’m know very well, that I’m nothing Ghalib
So what’s the problem if you easily get me?
*****
4. Ghalib sharab peene do Masjid mein baith kar
Ya woh jagah batao jaha khuda nahi.
Ghalib let me rejoice wine in the mosque
Or, show the place where there’s no God
*****
5. Phir dekhiyen andaz-e-gul afshaani-e-guftar;
rakh de koyi paimaan-e-saiba mere aage
Lets again enjoy her blossoming conversation
Someone put a wine chalice for my mediation
******
6. “Ragon mein daudte phirne ke hum nahi qaael,
Jab aankh hi se na tapka to phir lahoo kya hai ”
I don’t believe blood flowing in veins is of any worth
Unless eyes shed woe as blood tears! It’s worth
*****
- In: Poetry
- 2 Comments
واں تُو ہے زرد پوش یہاں میں ہوں زرد رنگ
واں تیرے گھر بسنت ہے یاں میرے گھر بسنت
مومن
You’re clothed in yellow there I put on yellow here
You’ve basant in thy home; I’ve basant in home here
**
02۔
اک ہمیں خار تھے آنکھوں میں سبھی کے سو چلے
بلبلو خوش رہو اب تم گل و گلزار کے ساتھ
I was the only thorn in the eyes of all, so gone
Nightingales! Rejoice with flowers in the garden
****
03۔
اگر کہیں تو کسی کو نہ اعتبار آوے
کہ ہم کو راہ میں اک آشنا نے لوٹ لیا
Nobody would accept as true if I say
That someone looted me on the way
**
05۔
اُنگلیاں اٹھے لگیں دستِ حنائی پہ ترے
رنگ لائے گا ابھی خونِ شہیداں کیا کیا
Fingers point at thy henna adorned hands
More admirers will dispute on thy hands
جعفر علی خاں اثرؔ
**
06۔
اے دل تمام نفع ہے سودائے عشق میں
اک جان کا زیاں ہے سو ایسا زیاں نہیں
O dear heart! Love is a dealing of profit only
Failure if any; is nothing but loss of life only
آزردہؔ
**
07۔
بال و پر بھی گئے بہار کے ساتھ
اب توقع نہیں رہائی کی
Loveliness and vitality gone with spring
No hope left to recover verve with spring
۔میر
**
08۔
بے عذر وہ کر لیتے ہیں وعدہ یہ سمجھ کر
یہ اہلِ مروت ہیں تقاضا نہ کریں گے
They make promises without any reason
Being balanced, they’ll never ask reason
شیفتہ
**
09۔
بلایا موت کو برسوں میں التجا کر کے
خدا کے پاس چلا ہوں خدا خدا کر کے
Requested demise for ages to to engulf me
Now going to God; after appeals to engulf me
بیخود دہلوی۔
**
10-
چمن سے دور رہا اس قدر قفس میرا
کہ پہنچی اُڑ کے نہ مجھ تک گلِ چمن کی بُو
My cage was so faraway from the garden
Fragrance failed to get to me from garden
**
Zafar
Those who you are close to and cherished
Are the ones fortunate and privileged!
When someone falls in love with anyone
It’s like fatality following that someone
Meeting me? And that too; to meet you!
Is beyond realism; to have met you
Those who bear torture with not a sigh
Are weird men with a heart and no sigh?
In love relations, nothing at all is achieved
Merely distress and only sorrows achieved
Who knows the worth and value of Nuh
Nowhere is found a literary being like him
********
NUH NARVI
aap jin ke qarīb hote haiñ
vo baḌe ḳhush-nasīb hote haiñ
jab tabī.at kisī par aatī hai
maut ke din qarīb hote haiñ
mujh se milnā phir aap kā milnā
aap kis ko nasīb hote haiñ
zulm sah kar jo uf nahīñ karte
un ke dil bhī ajiib hote haiñ
ishq meñ aur kuchh nahīñ miltā
saikḌoñ ġham nasīb hote haiñ
‘nūh’ kī qadr koī kyā jaane
kahīñ aise adiib hote haiñ
- In: Poetry
- 6 Comments
O, my wishful heart I can reach anything I desire
Two steps I take; the destination itself will appear
My yearning heart, I proceed to her party though
Do aware me when the party is at its elevation so
0 divine being! I’m ready to go but do remember
Misguide me the time the destination is close to
You may remember me; you may as well call me
If you come across any obstacle in lane of love
Why seek for love’s look; let it be odium of love
My gloom’s yen! I wish agony gone agony come
I seek an advice about my heart’s wish from you
What should I do when I fall in love with you?
O holy light flash and flush; you guess me Moses
I’m not mount Siena to afire; no issue who comes
Let the cyclone come; ships boatsman will save it
Not likely for coast to float with waves to save it
**********************************************
BEHZAD LUKHNAVI
ai jazba-e-dil gar maiñ chāhūñ har chiiz muqābil aa jaa.e
manzil ke liye do gaam chalūñ aur sāmne manzil aa jaa.e
ai dil kī ḳhalish chal yūñhī sahī chaltā to huuñ un kī mahfil meñ
us vaqt mujhe chauñkā denā jab rañg pe mahfil aa jaa.e
ai rahbar-e-kāmil chalne ko tayyār to huuñ par yaad rahe
us vaqt mujhe bhaTkā denā jab sāmne manzil aa jaa.e
haañ yaad mujhe tum kar lenā āvāz mujhe tum de lenā
is rāh-e-mohabbat meñ koī darpesh jo mushkil aa jaa.e
ab kyuuñ DhūñDūñ vo chashm-e-karam hone de sitam bālā-e-sitam
maiñ chāhtā huuñ ai jazba-e-ġham mushkil pas-e-mushkil aa jaa.e
is jazba-e-dil ke baare meñ ik mashvara tum se letā huuñ
us vaqt mujhe kyā lāzim hai jab tujh pe mirā dil aa jaa.e
ai barq-e-tajallī kauñdh zarā kyā tū ne mujh ko bhī muusā samjhā hai
maiñ tuur nahīñ jo jal jā.ūñ jo chāhe muqābil aa jaa.e
aatā hai jo tūfāñ aane do kashtī kā ḳhudā ḳhud hāfiz hai
mumkin to nahīñ in maujoñ meñ bahtā huā sāhil aa jaa.e
******************
Faiz Ahmed Faiz
Posted November 24, 2017
on:- In: Poetry
- 4 Comments
1- aa.e to yuuñ ki jaise hamesha the mehrbān
bhūle to yuuñ ki goyā kabhī āshnā na the
***
1- She came as if she’d been cordial forever
When overlooked; ignored as if she knew never
***************
2–aur bhī dukh haiñ zamāne meñ mohabbat ke sivā
rāhateñ aur bhī haiñ vasl kī rāhat ke sivā
*****
2–Besides allure are sorrows; that life provides
Comforts are more than love’s union provides
***************
3- aur kyā dekhne ko baaqī hai
aap se dil lagā ke dekh liyā
****
3– What’s further more is left to see now
I’ve experienced being in love with you
***************
4–dil nā-umiid to nahīñ nākām hī to hai
lambī hai ġham kī shaam magar shaam hī to hai
***
4–The heart is not hopeless, it’s just a failure
Though murky and long night; but only failure
****************
5– donoñ jahān terī mohabbat meñ haar ke
vo jā rahā hai koī shab-e-ġham guzār ke
****
5– Lost all wealth and values in thy love
He’s giving way gloomy life in thy love
**************
6– duniyā ne terī yaad se begāna kar diyā
tujh se bhī dil-fareb haiñ ġham rozgār ke
***
6–The world has made me forget you
Trials of life draw me more than you
*************
7–guloñ meñ rañg bhare baad-e-nau-bahār chale
chale bhī aao ki gulshan kā kārobār chale
***
7– Spring breeze is filled with flowers’ fragrance
Come love; let garden carry on its business
****************
8–ham parvarish-e-lauh-o-qalam karte raheñge
jo dil pe guzartī hai raqam karte raheñge
****
8 We’ll continue to nurture pen and paper
Whatever heart bears, we’ll write on paper
****************
9–ik fursat-e-gunāh milī vo bhī chaar din
dekhe haiñ ham ne hausle parvardigār ke
****
9 Got a way to enjoy relation for few days
Deplore to see god’s patience to allow stay
*************
10 kar rahā thā ġham-e-jahāñ kā hisāb
aaj tum yaad be-hisāb aa.e
***
10– While calculating tribulations during life
Remembered you today more than ever in life
***************
11– maqām ‘faiz’ koī raah meñ jachā hī nahīñ
jo kū-e-yaar se nikle to sū-e-daar chale
***
11 No place fascinated Faiz on his way
Going away from his beloved’s home
**************
12–na gul khile haiñ na un se mile na mai pī hai
ajiib rañg meñ ab ke bahār guzrī hai
***
12– Neither the flowers bloomed nor met beloved
What an out of the way, the spring is adhered
*************
13– na jaane kis liye ummīd-vaar baiThā huuñ
ik aisī raah pe jo terī rahguzar bhī nahīñ
***
13–Why am I waiting as an optimistic runner?
On the way that doesn’t even go thy manor
***************
14– tere qaul-o-qarār se pahle
apne kuchh aur bhī sahāre the
***
14– Before your promises and confessions
I had various friends and connections
**************
15– tumhārī yaad ke jab zaḳhm bharne lagte haiñ
kisī bahāne tumheñ yaad karne lagte haiñ
***
15– When agony of thy memory start to sink
In some way I remember you and think
***********
My beloved, don’t ask me for love we shared before
I assumed that life’s brilliant as long as you’re there
Thy gloom is there; why bother gloom of the world
Your beauty is sustenance of splendor of the world
There’s no reality of anything than your divine eyes
Should you be with me, fate would turn to elation
It occurs not, it was plainly my assumption
Countless of sufferings there besides love
Endless of delights there than lover’s reunion
Countless dark magic effects extended to eras
Draped in silk and velvet and brocade and satin
Vanity and timidity for sale hither and thither
Soaked in the dust and wet in blood hearts
Bodies suffering from of diseases and infection
The mucus flowing of ulcers and sore infection
My eyes detain that sight too; what can I do
Thy loveliness is charismatic; but what to do
My beloved, don’t ask me for the love shared before
I assumed that life’s brilliant as long as you’re there
*********************************************************
Mujh se pehli si muhabbat mere mehboob na maang
Maine samjhaa tha ke tu hai to darakhshaan hai hayaat
Tera gham hai to gham-e-dehar ka jhagdaa kyaa hai
Teri surat se hai aalam mein bahaaron ko sabaat
Teri aankhon ke siwaa duniyaa mein rakhkhaa kya hai
Tu jo mil jaaye to taqdir nigoon ho jaaye
Yoon na thaa maine faqat chaahaa thaa yoon ho jaaye
Aur bhi dukh hai zamaane mein muhabbat ke siwaa
Raahatein aur bhi hain vasl ki raahat ke siwaa
Anginat sadiyon ki taareeq bahemaanaa tilism
Resham-o-atlas-o-kamkhwaab mein bunvaaye hue
Ja-ba-ja bikte hue koochaa-o-baazaar mein jism
Khaak mein lithade hue, khoon mein nehlaaye hue
Jism nikle hue amraaz ke tannooron se
Peep behti hui galte hue naasooron se
Laut jaati hai udhar ko bhi nazar, kya keeje?
Ab bhi dilkash hai tera husn, magar kya keeje?
Aur bhi dukh hai zamaane mein muhabbat ke siwaa
Raahatein aur bhi hain vasl ki raahat ke siwaa
Mujh se pehli si muhabbat mere mehboob na maang
Spring breeze is filled with flowers’ fragrance
Come love; let garden carry on its business
O friends! The birdcage is in plight
Ask the gentle wind to be a delight
Request the Lord to cherish my beloved
To speak of, and relish my beloved
Wish the dawn emerges from thy leer
And the dusk emits fragrance of thy hair
The heart isn’t affluent, but agony is bighearted
The dreary still be there to cheer you as bighearted
What anguish we went through is thereafter
Sundering night and tears adorn thy hereafter
I couldn’t resist my fervor in thy presence, love
I tied up shirt in a knot; tore collar to threads, love
No place fascinated Faiz on his way
Going away from his beloved’s home
To the gallows way
***********************************
Gulon mein rang bhare baad-e-naubahaar chale
Chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale
Qafas udaas hai yaaro sabaa se kuchh to kaho
Kahin to bahr-e-khudaa aaj zikr-e-yaar chale
Kabhi to subah tere kunj-e-lab se ho aaghaaz
Kabhi to shab sar-e-kaakul se mushkbaar chale
Bara hai dard ka rishta yeh dil gharib sahi
Tumhare naam pe aaenge ghamguzaar chale
Jo hum pe guzri so guzri magar shab-e-hijraan
Hamaare ashk teri aaqibat sanwaar chale
Huzoor-e-yaar hui daftar-e-junoon ki talab
Girah mein leke girebaan ka taat taar chale
Maqaam Faiz koi raah mein jacha hi nahin
Jo ku-e-yaar se nikle to su-e-daar chale
You float like news in the air
Posted November 19, 2017
on:- In: Poetry
- 3 Comments
You float more or less like news in the air
Like a broken feather lay on the seashore
There no hustle and bustle of life around
My being there is like an isolated abode
You’re unsure destination of my endeavor
My being is like a lonely path of endeavor
My human is dwindling with every moment
Like withered leaves fall in autumn season
She’s akin to word of gloom and dark night
I’m like a pulsating and apparent first light
Just feel what will people say of you Shamim
You’re living in world of news but oblivious
******************************************************
Fiza me tairtay rahtay ho tum khabar ki tarah
Mai ik kinaaray pada hu shikasta par ki tarah
Chahal pahal nahi koi na zindagi ka nishaN
Mera wujood hai tanha udaas ghar ki tarah
Tu aik manzil-e-mohuum justjoo mai teri
Mera wujuud hai sunsaan rahguzar ki tarah
Har aik lamha har ik pal bikhar raha hia wujuud
khizaaN ki dhuup me jhadtay huwe shajar ki tarah
wo aik lafz saraapa hai raat ki suurat
ham aik maani-e-beparda haiN sehar ki tarah
tumhiiN kaho ki tumhaiN log kya kahengay ‘Shamim’
khabar ki dunya me rahte ho bekhabar ki tarah
Shamim Hashimi
******
1-aap kī maḳhmūr āñkhoñ kī qasam
merī mai-ḳhvārī abhī tak raaz hai
**
I swear upon thy eyes, so intoxicated
Am being a drunkard is yet secreted
********
2- chhup ga.e vo saaz-e-hastī chheḌ kar
ab to bas āvāz hī āvāz hai
**
After playing with life’s rhythm, she vanished
There’s now only sound that’s left
****************
3- dafn kar saktā huuñ siine meñ tumhāre raaz ko
aur tum chāho to afsāna banā saktā huuñ main
**
I can veil thy secret if you wish it to be
I can make it public if thou wish it to be
*************
4-tire māthe pe ye āñchal to bahut hī ḳhuub hai lekin
tū is āñchal se ik parcham banā letī to achchhā thā
**
The veil on thy forehead looks very striking
If you made flag; it would look more striking
**************
5- tumhīñ to ho jise kahtī hai nāḳhudā duniyā
bachā sako to bachā lo ki Dūbtā huuñ main
**
You are the one prominent as a boatsman
Save me if you can, as I’m drowning man
*************
6- vaqt kī sa.ī-e-musalsal kārgar hotī ga.ī
zindagī lahza-ba-lahza muḳhtasar hotī ga.ī
**
Time ceaselessly achieved its non-stop effort
Life became shorter by every passing minute
**
7- yā to kisī ko jur.at-e-dīdār hī na ho
yā phir mirī nigāh se dekhā kare koī
**
Either no one dares to have a glance at her
Or, one ought to have my vision to see her
***********
8- ye aanā koī aanā hai ki bas rasman chale aa.e
ye milnā ḳhaak milnā hai ki dil se dil nahīñ miltā
**
This ceremonial arrival is no coming at all
Such reunion’s void if no heart beats at all
***************
9- ye mere ishq kī majbūriyāñ ma.aaz-allāh
tumhārā raaz tumhīñ se chhupā rahā huuñ maiñ
**
God forbid my helplessness in matters of love
Covering you up! Secret of thy affair of love
**********
Rainy Season
Posted November 18, 2017
on:Remembering you in rainy season
Is my all time habit of rainy season!
Thinking to change habit in this rainy season
But downpour won’t stop by changing habits
To remember you, to miss you in rainy season
Is akin to breathing life
Breathing is verve and a sign of life