Archive for March 12th, 2012
In this city of ——-!
Posted March 12, 2012
on:- In: Poetry
- 4 Comments
In this city of murk, gloomy beings are Alive; is immense achievement dear ones; This luminous moon and celestial stars, Burning bright eternally owing to spots; Wish any flower glance fondly is my urge, Its yearning any flower to call me fondly; Each morning shed dewdrops on my morning Each night the stars giggled at my night; I have some more errands to do my dear How long can one please and pamper----! Tanveer Rauf
is shahar-e-Kharaabii me.n Gam-e-ishq ke marare
is shahar-e-Kharaabii me.n Gam-e-ishq ke maare zindaa hai.n yahii baat ba.Dii baat hai pyaare ye ha.Nsataa huaa chaa.Nd ye pur_nuur sitaare taabindaa-o-paa_indaa hai.n zarro.n ke sahaare [taabindaa-o-paa_indaa = burning bright and eternally] hasarat hai ko_ii Gunchaa hame.n pyaar se dekhe aramaa.N hai ko_ii phuul hame.n dil se pukaare har subah merii subah pe rotii rahii shabanam har raat merii raat pe ha.Nsate rahe taare kuchh aur bhii hai.n kaam hame.n ai Gam-e-jaanaa.N
kab tak ko_ii ulajhii hu_ii zulfo.n ko sa.Nvaare
Habib Jalib